Blogger # Search Description कैसे Add करें 👉क्या लिखें, कैसे लिखें

ब्लॉगर ब्लॉग में search description कैसे enable करते है ?

JAI HIND DOSTO
Aaj is post mai janenge ki blogger blog me search description add karke google search me kaise laye. sabse pahle hume jan lena chahiye ki search description kya hota hai. Search description kisi blog/post ke bare me description hoti hai jisko padkar hume pata chalta hai ki blog kis topic ke bare me hai.
Search Description likhane se humara blog search engine me jaldi upar aa jata hai. Aur aapke blog par google se jyada visitors aane lagate hai. Agar aap apne blog ki traffic increase krna chahate hai to blog me search discription ko enable jaroor kar lena chahiye.

Blogger में Search Description Add कैसे करें

Step.1-
Blogger me login karne ke bad
setting
 par click kare.


Step.- 2.
search preference
 par click kare.




Step.3-
meta tag me discription ke samne   edit par ckick kijiye.



Step.-4.
Enable Search Discription me
Yes
select kijiye.


Step.5-
Yes ko select karne par ek box khul jayega.
usme apne blog ke bare me description likhana hai. Weh description 150 character se jyada bda nhi hona chahiye.
Search Description kya hai



discription likhane ke bad save   changes par click kar lijiye.




 apko ab bataunga blog me
search description add or enable kaise kare.
Blogger में Search Description कैसे add करें  लिखें, कैसे लिखें.

Blogger Ke Sabhi Post Me Search Description Kaise Likhe...
1.
Blog ka search description enable karne se aapke sabhi post me Search Description ka option aa jayega.
 2.
jab kabhi bhi koi nya post likhena ho  ya kisi purane post ko edit karena to Search Description par click kare.




3.
Search Description ke box me
apne post ke bare me likhe.  aapka post kis bare me hai, usko discribe kare.
4.
Publish / U
pdate
search description likhane ke bad done  karke
par click  kar dijiye.
Ab apne jan liya ki apne blogger blog me search description enable kaise karen. Search description likhane ka tarika kya hai. Isase aap apne blog ki ranking, traffic increase kar sakte hai.


NOTE👉 koi problem ho aapko to conatct kare.....


Previous Post Next Post